Posted by admin | Posted in Hindi Shayari | Posted on 07-04-2012
Yeh sharaab yeh jaam hum hosh gawaa baithe
yeh husan yeh adaa ab hosh me aayein kaise
Unki tasveer ko seene se laga lete hain
Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain
Kisi tarah zikar ho jaye meri zeenath ka
To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain
umar kya kahu kafi nadan hai meri
sabko pyar dena pahchan hai meri
apka dil zakhmo se bhara ho to humse milo
dilo ko repair karne ki dukan hai meri
Kuch Rishte Anjane Me Ban Jate He
Pehle Dil Se Fir Zindgi Se Jud Jate He
Kehte Hai Us Daur Ko Dosti
Jisme Anjane Na Jane Kab Apne Ban Jate hai.
Hum apne aap per gurur nahi karte,
kisi ko kuch bhi karne per majboor nahi karte,
magar jisne ek bar apna kah diya hame,
marte dum tk use dil se door nhI krte.Gn
Chale aao hum AAPKO Yaad karte H,
ye wo gunah h JO hum bar-bar karte He,
jala k DIL ME hasrato k Chirag App ka,
or aapke msg ka intezar krte hai.
Ek khayal sa dil me sama jata hai
wo jo ek shaks mere dil ko bahot bhata hai
uski ankho se dekhti hu main duniya sari
is liye har taraf bus wo hi nazar ata hai
Mera dil jis par fida hai
wohi yaar mujhse juda hai
main nahin kehta tanha hoon
mere saath mera Khuda hai
main kyun na usay pyar karoon
wo jo mere dil ki sdaa hai
us se bichhad kar lagta hai
jaise yeh jeevan koi saza hai
wo jahan bhi rahe khush rahe
mere dil ki yahi dua hai
Tareef main teri kya likhu
Ghazal likhun ya geet likhu
Mehak gulon mein bharnewali
Gul likhu ya gulistan likhu
Nazar nazar ka ye rabte baham
na tere bas me na mere bas me
ye dono ka haseen sangam
na tere bas me na mere bas me
Gam ki andheri raat mein
dil ko na bekarar kar
subhah jarur ayegi
subhah ka intezar kar……….
Hum sharabi nahe hai log huma sharabi kehte hain
hosh toh huma rehta nahe hai
madhosh hojata hai
tere mehak ki vo kashish hume kyu satati hai
hota nahe hai hosh jab mil jaye nazar unse
bus ek nasha sa cha jata hai