Posted by admin | Posted in Hindi Shayari | Posted on 28-04-2012
Phool ko mat toro
Kanta lag jai ga
Larki ko mat chairo
Chanta lag jai ga
Apple kat’ta ho knife se
Pani pita ho pipe se
Kiya zamana agaya hai
Jutai khata ho wife se
Hum chahain aap ko
Aap chahain kisi aur ko
Aap jisay chahain khudha karay
Wo chahain kisi aur ko
Tu sawal nahi ek phali hai
Meri manzil tu nahi tari saheli hai
Tu shama hoti main parwana hota
Na tu coaching jati na main diwana hota
Pyar main kisi ne dhokha khaya
To kisi ne kasam khai hai
Hum wo majnoo hai
Jis ne sirf laat khai hai
Duniya se jo daray
Usay kahil khate hai
Duniya jis se daray
Usay shair khate hai
Shair chara samaj kar
Har ghadha charne laga
Urdu zaban aati nahi
Shaire karne laga
Shama ro ro kay
Parwanoo se kha rahi hai
Mujai rumal la do
Mari naak bha rahi hai
Hum dil ki thabhai ka
Saamna na karangay
Bun jaingay dhulay
Magar haan na karangay
Pyaar ise kehte hain
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
Pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek dhoka hain jise hum sab pyaar kehte hain!
Pani aanay ki baat karte hoo
Dil jalane ki baat karte hoo
Char din se moo nahi dhoiya
Tum nahane ki baat karte hoo
Bazahir wo mera
Khayal karti hai
Jhoot bolti hai
Magar kamal karti hai
Dil hai mera lose
Isay na karna use
Aghar hogaya fuse
Tumhai parangay shoes