Posted by admin | Posted in Hindi Shayari | Posted on 24-04-2012
Tera na ho saka to mar jaunga “Faraz”,
kitna khoobsurat wo jhuth bolta tha.
Mili saza jo mujhe wo
kisi khata pe na thi
faraz Mujh pe jurm jo saabit
howa wo wafaa ka tha
Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai FARAZ
Par Yahan To Imtehano Ne Zindagi Leli
Hansi ko main sun
ek bar chonk utha ?Faraz?
Yah mujh main dukh chhupaane ka
kamaal kaisey aa gaya!!
bhala hathon ki
lakeerain bhi mit’ti hain Faraz
kitna pagal hai
mera naam mitanay wala
Faraz” wo ankhain jheel c gehri tu hain magar!
un main koi aks meray nam ka nahin
Asahqi sy uski usy bewafa na jan!!
Aadat ki bat aur hai wo dil ka bura nahin
Maine jis shahkas ko
phoolon se sajaya tha “Faraz”!!
Meray seene main
usee shahkas ka kanta utra
Humaray baad nahin
ay ga tumhain chahat ka asa maza “Faraz”!
Tum logon se kehtay phiroo gay
mujhe chahao us ki tarah!
Jiska tum puchte ho wo mar gaya “FARAZ”,
Usko kisi ki yaad ne zinda jala diya……….
Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri
Taraf Laut Aaye ‘Faraz’
Aankho’n Main Liye Phirta Hoon
Darya Teri Khatir
‘Faraz’ Zulm Hy
Itni Khud-Aitmadi Bhi k
Raa Bhi Thi Andheri
Aur Chiraag Bhi Na Lia
Bin Maange He Mil Jaati Hain
Tabeerain Kisi Ko Faraz .
Koi Khaali Hath Reh Jaata Hai
HAazaroon Duaaon K Baad .