Posted by admin | Posted in Hindi Shayari | Posted on 07-04-2012
Ek Din Atitude Hum Bihe Dikhaynge.
Jee Bhar Ke Sab ko Hum Bihe Rulaynge.
Paidal Chal Rahe Honge Dost Sare.
Aur Hum Aaram Se Kandho Pe Let Kar jayenge………
har tinke ko kinara na samajh,
har dost ko sahara na samajh,
har nazar mai fark hota hai,
har nazar ko ishara na samajh.
AAP SE HAMARA RISTA KITNA PYARA HAI
AAP NE HI HAMARE ZIWAN KO SAWARA HAI
AGAR AAP NA HOTE HAMARE SATH TO KOAN KAHTA
KI ES JANHA ME KOI TO HAMARA HAI.
Agar Isi Se Sawarti Ho Kisi Ke Zindagi
To Hum Haazir Hain Abhi Marne Ke Liye
Agar Isi Se Khilta Ho Aap Ka Mobile
To Banda Haazir Hai Sms Karne Ke Liye
Koi Sach Ki Raah Pe Chalta Hai
Koi Jhoot Ki Rah Pe Chalta Hai
Kiye Dost Ne Kuch Gunaah To Kya Eh Khudah
Sunah Hai Ki Yeh Jahan Tere Hatho Se Chalta Hai
Aj khuda se meri mulakat hui,
thodi hi sahi par bat hui
maine aap k bare me puchha
ye insan kaisa hai
khuda bola sambhal k rakhna bilkul mere jaise hai.
Door Isharo Se Baat Nahi Hoti
Aansu Bahane Se Barsat Nahi Hoti,
Ye Zindgi Khawab Nahi Haqiqat Hai Ae Dost.
Qki Ankhe Band Karne Se Raat Nhi Hoti
Aaht dil pai bewjah nahi hoti,
Har judai ishq ki saja nahi hoti,
Ye dastur purana hai zamane ka,
Dil usi ka tuta hai jiski koi khata nahi hoti !
Kabhi Rukna Nahi Himmat Haar Ke
Sapne Dekho Sada Bahar Ke
Har Khushi Ayegi Daman Me Apke
Bas
Viswas Rakho Apne Aap Pe.
Yade JataneSe Ehsas Ban Jati H
Zindgi Aise Hi Kabhi Khas Ban Jati H
Yaad AyeTo YaadKar Liye Karo QKi Har Yaad Kisi K SansoKi AwazBan Jati H
Zindagi Ek Kahani Hoti He,
Par Hum To Ek Kissa Ban Ke Reh Gye.
Khud Ki Zindagi Ki Kahani To Likhi Nhi,
Auro Ki Kahani Ka Hisa Bn K Reh Gye.
ZinDagi MiLti He HiMMat WaLo Ko
KhuShi MiLti He TakDir WaLo Ko,
Pyar MiLta He DiL WaLo Ko
Or Ap JeSa DOST MiLta H NaSib
WaLo Ko..!!
Bhul Jao Bita Hua Kal
Dil Me Basa Lo Aane Wala Pal
Muskurao Chahe Jo Ho Kal
Phir Khushiya Hi Layega Agla Pal,
So Enjoy PaL-PaL & Har PaL
Ek PAL KA GUNAH, Wk PAL HI MAZA DEGA
Ek PAL KA MAZA, UMAR BHAR KI SAZA DEGA
MAGAR,
KHAUFE KHUDA SE JO TAPKA 1 AANSU
TO WOH JANNAT ME JAGAH DEGA.
Aaati hai boo tujhse saraafat ki
Tu bada namuraad insaan hoga.
Jaa kahi utaar ke aa ye sharafat ka chola
Tab tu bhi kisi shehar ka emaam hoga.
Hum to har ek ko apna kar rishta banate gaye
Jahan Jahan se Guzre apni yaad chodte gaye
Par kismat ka likha bhi ajeeb hai.
Gunehgar koi aur hum saza paate gaye
Bheegte rahe barishon me aksar. . .
Kabhi mangi kisi se panah nahi.!
Hasraten puri na ho to na sahi. . .
Khwaab dekhna to koi gunah nahi.
koi jo kare bewafai tum vafa he bartana
doston ki madad sei kabhi peeche na hatna
karke burai kisi ki apni nazar se na girna
baaki hai apna apna naseeb yaaron
jo likha hai usney wo humhe hai bhukatana.
jaisi ho hawa waise he rukh kar lena
pyar se jo bulaye ijjat usey baksh dena
apni aur se na karna kabhi koi gustakhi
auron ki bhulon ko jayada aihmiyat na dena
arey har baat ka jawaab diya nahi jaata
vishwas ho to dosti mei shak kiya nahi jaata
pyar ya umar bhar saath nibhane jaisa sawal
bina soche samjhe har ek sei kiya nahi jaata
badal garajte hain, barsaat hoti hain
khush hote hain log, badal barbad hote hain
dekar khushi logo ko, woh mit jaate hain
Log unhe yaad bhi nahi karte aur muskurate hain
Mit gaye faasley kam hui dooriyan
Khatam honey ko hain saari majbooriyan
Waqt nay baksh di aisi rahat mujhey
Ab kisi aur rahat ki perwah nahiā¦