Posted by admin | Posted in Latest Shayari, Urdu Shayri | Posted on 22-04-2012
Ek lamha jo bar bar satata hai,
Na jane yedil kya chahta hai.
Kash woh hote hamari nazro k samne hamesha,
Par na jane kyun yeh kash,kash hi reh jata ha
Unki tasviro ko seene se laga lete hai,
Is tarah judai ka gam mita dete hai,
Kisi tara kabhi unka zikr ho jaye to,
Bheegi palko ko juka lete hai.
Mohabat ko majburi ka naam mat do,
Haqiqat ko haadso ka naam mat do,
Agar dil mein pyar ho kisis ke liye to
Usse dosti ka naam mat do..
Yaado main kabhi aap bhi khoye hoge
Khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge maana
Hasna hai aadat gum chupaane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye hoge
Ai meri zindagi yu mujhse daga na kar,
Use bhul kar zinda rahu ye dua na kar,
Koi dekhta hai use to hoti hai taqleef,
Ai hawa tu bhi use chua na kar.
Lab khamosh hai aankhon se baat hoti hai,
Aise hi dosti ki shuruvaat hoti hai,
Tere hi khayalon me khoye rahte hai,
Pata nahi kab din aur kab raat hoti hai……
Har gira ghungat haya ka nhi hotaa har
Utha hath dua ka nhi hota«ujh jate he aksr
Diye hamri hi galtiyo sea hr bar kasur hawao ka nhi hota
Kitna pyar karte hai hum unse kaash
Unko bhi yeh ehsaas ho jaye
Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab
Aaye jab hum gehri neend mein so jaye good night
Humain hasnay or hasanay ke adat hay
Nazron say nazrain milanay ke adat hay,
Par hamare nazar jisay hay ja mile osay
Nazar jhuka kar sharmanay ke adat hay
Samjha do apni yaado ko bin bulaye
Aaya karti he, aap dur rehkar staate ho,
Magar vo paas aaker rulaya karti he.