Posted by admin | Posted in Hindi Shayari | Posted on 06-05-2012
Kamiyan Ta Sade Wich Vi Ne,
Par Asin Beyiman Nahi.
Asin Sab Nu Apna Bnaunde Han,
Sochida Koi Nafa Nuksan Nahi
Sanu Tikhe Teer Kehan Da Ki Fayda,
Jad sade Kol Kamaan Nahi Iko Shaunk E,
Torh Nal Jeon Da Koi Sade Vich Gumaan Nahi
Chad Jaiye Aukhe Vele Kise Nu,
Main Ena Matlabi Insaan Nahi.
Matlabi hain bohut yahan,
Kisi aise say na dil lagana,
Jin ka badley dil aise jaise,
Kisi mausam ka badal jaana,
Roz sunayengay phir woh,
Koi aur naya bahana,
Naye dastaan yeh nahi,
Varhson ka hai yehi fasaana.
Har Saans Jeene Ke Lie Bani Hai
Har Dhadkan Me Khudaai Hi Khili Hai
Shikwe Shikayat Karen Bhi To Kisse Karen
Hume Apne Aayine Ki Bhi To Padi Hai
Gile Kahne Se Bhi Aakhir Kya Milega
Har Ghadi Khuda Ke Mutabik Chal Rahi Hai
Phool Hai Zindagi Ek…
Jinki Dosti mein hum deewane ho gaye,
Woh hum se hi begane ho gaye,
Shayad unhe talaash hai abh naye Dost ki,
Kyunki unki nazar mein hum poorane ho gaye.
Zindagi Hai Khilona Har Koi Khel Ke Chala Jata Hai
Kyun Mere Dil Ko Ye Zamana Na Samaj Pata Hai
Dekho Aaj Gadi Ajmaish Ki Aai Hai
Duniya Lagne Lagi Kyun Ye Parai Hai
Maine Mangi Khushi Jab Bhi Rab Se Tab
Deke Khawab, Gum-E-Mehfil Dikhai Hai
Kya Karun Main Gila Zamane Se Koi Bhi
Jab Mere Apno Ne Mujhse Ki Bewaffai Hai
Aaj Mar Jane Ko Karta Hai Ye Dil-E-Nadan
Kyun Lagta Isse Har Koi Yahan Harjai Hai
Matlabi Hai Ye Duniya Nahi Koi Bhi Apna
Chodhde Isse Sandhaya Dil Se Awaj Aai Hai
Kuch Nahi Kehta Yeh Dil Chupchaap Sa Rehta Hai,
Dard-E-Dil Itna Hai Ki Har Pal Ashq Behta Hai,
Dekhta Hun Jab Bhi Kisi Toote Huye Taare Ko,
Na Jaane Kyun Wo Kuch Keh Raha Sa Lagta Hai,
Yeh Duniya Kyun Itni Matlabi Ban Chuki Hai,
Rishto Se Jyada Ab Paise Pe Kyun Tiki Hai,
Har Ek Saks Dil Ko Seeshe Ki Tarah Pehle Todta Hai,
Jaroorat Padti Hai To Phir Kyun Ise Jodta Hai….
Badi Matlabi Duniya Hai Dost
Thodi Si Jeb Kya Dhilee Ho Gayi
Hum Se Rista Hi Tod Liya
Aur Jaate Jaate Wo iya Keh Gayi
Mohabbat Mujhey Un Jawano Se Hai
Jo Khatey Peetey Gharano Se Hain
tor ke khawab mere
woh apni duniya basane chale
mere gam ke saaye main
woh apni khushiyan manane chale
iss dil ko tor kar
kahi aur dil lagane chale
bhuja ke woh duniya mere
apni shama jalane chale
Dekh Lo Khwab Magar Khwab Ka Charcha Na Karo.
Log Jal Jayenge Sooraj Ki Tamanna Na Karo.
Waqt Ka Kya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakata Hai.
Ho Sake Tum Se To Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo
Ajanabi Lagane Lage Khud Tumhen Apana Hi Wajood. Apane Din Raat…
Godmothers aren’t fairies in a tale,
Offering a world that cannot be.
Demand of them glass slippers and they fail,
More likely to do favors naturally.
On them you can depend for a relation:
They offer gifts and guidance with a kiss.