Posted by admin | Posted in Hindi Shayari | Posted on 04-05-2012
Ek Nasha Unki Najar Ka,
Kuch Sarabi Hum Bhi Hai .
Nasha Kuch Badh Jata Hai
Unke Har Sawal Se .
Har Nasha Utar Jata Hai .,
Us Naajr Ke Baad Me .
Phir Nasha Chad Jata Hai ,
Us Najar Ke Didar Me .
Ye Nasha Hai Pyar Ka
Or Unke Singar Ka .
Jo Na Chad Payega
Unke Ek Inkaar Se .
Hosh e haalat pe
kaboo to kar liya maine,
unhe dekhke phir
hosh kho gaye to kya hoga.
Kab mehkti he bhala
raat ki RAANI din men.,
Shehr soya to teri
yaad ki khushboo jagi…!!
Tere husan ko perdey
ki zarurat hi kia hai
kon hosh main rehta hai
tujhey dekhney k baad….
Tapakti hai nigaaho’n se,
Barasti hai adaaoon se,
Mohabbat kon kahta hai
pahchaani nahi jaati……
ek ajab sa nasha hai
teri yado\’n mein,
main tera ziqr likhu’n to
alfaz raqsh karte hain.
Har Nasha Utar Jata Hai ,
Us Najar Ke Baad Me .
Phir Nasha Chad Jata Hai ,
Us Najar Ke Didar Me .
Har Nasha Apne Aap Me
Kuch Asar Rakta Jarur.
Thodi Aur Chadti Hai ,
Ek Paimane Ke Baad Me .
Main Sarabi Hun Magar
Kuch Raham Hum Pe Karo .
Ya To Pine Do Hame ,
Ya Hame Tanha Karo .
apni hi teg-ye ada sy
app ghayal ho gia
Chanad ny pani may
dekha or pagal ho gia
Gham e dunia me
gham e yaar bhi shamil kar lo,
Nasha bharta hai
sharabeen jo sharabon me ilen.
Hamari be-khudi ka haal
woh pochein agar,
To kehna hosh bas itna hai
tum ko yad karte hain…