Posted by admin | Posted in Hindi Shayari | Posted on 03-05-2012
The good deed you do today
For a brother or sister in
need Will come back to you some day
For humanity’s a circle in deed.
Payal chhankati ayee thiā¦..
Payal chhankati chali gayee,
Main sindoor leke khada tha,
Mujhe Rakhi pehnake chali gayee.
Saawan ka mausam tha,
Poonam ki raat thi,
Mein uske paas tha,
Woh mere karib thi
Fir woh mere paas aayi,
Aur thodi si ghabraayi,
Jab meine uska haath pakada,
To woh thodi si sharmaayi
Usne kaha aaj hum
Aise bandhan me bandh jaaye,
Jise duniya ki,
Koi taakat na tod paaye,
Aati Thi Jaathi Thi
Hansti Thi, hansati thi
Bhagati Thi, Bhagaati Thi
Bolti Thi, Bulwati Thi
Per aaj pata chala ki
vah mujhe rakhi bandhana chahati thi
Rakhi Ko Tyonhar Tha
Rakhi Bandhane Ko Bhai Taiyar Tha
Bhai Bola bahna meri ab to rakhi bandh do,
Bahna Boli, Kalai Peechhe karo, Pahale Rupae Hazaar do
Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana
Tum Kuvare Raho, Parantu Meri Shaadi Jaroor karana
Meri khushi ka andaaza,
Lagana mushkil tha,
Par iske aage jo hua,
Woh batana bhi mushkil hai
Usne mera haath,
Haatho me lekar kaha,
Yeh to janam janmo,
Ka bandhan hai
Phir mujhe yaad aaya,
Woh Saawan ka mausam,
Woh poonam ki raat,
Yeh to Raksha Bandhan hai!